KHWAAB!
mera sunder,iklauta sapna,
umeedon ke dhaagon se bana,
uska resha resha ,
waqt ke lahu se ,
jeevant hua!
fir achanak,
sachhaai ki nonk se,
woh swapna takraya,
aur,
udharne laga,
aur antt me taar taar ho gaya!
bus sambhal kar chalna,
kyonki ,
us murdaa khwaab ke,
kuch tukde,
tumhare pathh per bhi aa gire hain!!
umeedon ke dhaagon se bana,
uska resha resha ,
waqt ke lahu se ,
jeevant hua!
fir achanak,
sachhaai ki nonk se,
woh swapna takraya,
aur,
udharne laga,
aur antt me taar taar ho gaya!
bus sambhal kar chalna,
kyonki ,
us murdaa khwaab ke,
kuch tukde,
tumhare pathh per bhi aa gire hain!!
Comments